how convert decimal number into binary number divide the number by 2?
how to convert decimal to binary number?
convert decimal number to binary number?
how convert decimal number into binary number divide the number by 2?
how to convert decimal to binary number?
convert decimal number to binary number?
Dosto aaj ham number conversion per baat karenge. Kya aap jante hai ki Decimal number ko binary number mein kaise convert karte hai - Nahi to ye article aap ke liye hai ki
how to convert decimal number into binary number?
how to convert binary number into decimal number
Decimal Number kya hote hai
Decimal number -
Decimal number ka base 10 hota hai isme 0 se 9 tak ki digit hoti hai 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 inhe radix bhi kahte hai.
Binary Number Kya hote hai
Binary Number -
Binary number 0 & 1 hote hai aur inka base 2 hota hai.0 ka matlab off hota hai 1 ka matlab on hota hai.
Conversion of decimal number into binary number.
(Decimal ko binary mein convert kaise karte hai)
Decimal number ko binary number mein convert karne ke liye decimal number ko 2 se divide karte hai aur unka remender note karte hai jo binary number hota hai.Binary number do hi hote hai 0 & 1, isliye inka base 2 hota hai. Jaisa ki example mein samjhaya gaya hai-
Example 1 -
Convert decimal number into binary number
(i) 3
(ii) 10
(i) 3/2 = 1
Remender = 1
1/2 = 0
Remender = 1
hence binary number is - (11) 2
(ii) 10/2 = 5
Remender - 0
5/2 = 2
Remender - 1
2/2 = 1
Remender - 0
1/2 = 0 Remender - 1
hence binary number is - (1010) 2
Binary number ko decimal number mein kaise convert kare.
(How to convert binary number into decimal number)
Binary number ko decimal number mein convert karne ke liye binary number mein 2 ka multiple kar add karte hai aur ekai ki position se Counting karte hai.
Example -
Convert binary number into decimal number (i) 1101
(ii) 1010
(i) 1101 = 1×2^3 + 1×2^2 + 0×2^1 + 1×2^0
= 1×8 + 1×4 + 0 + 1×1
= 8 + 4 + 1 = 13
Hence decimal number is 13
(ii) 1010 = 1×2^3 + 0×2^2 + 1×2^1 + 0×2^0
= 1×8 + 0×4 + 1×2 + 0×1
= 8 + 0 + 2 + 0
= 10
Hence decimal number is 10
Conclusion
Ab aapko samjh aa gaya hoga ki binary number ko decimal number mein aur decimal number ko binary number mein kaise convert karte hai.
Agar aapka ka koi sawal hai to aap Comment mein puchh sakte hai.
0 Comments